khuda ki inayat hai is a Hindi Mp3 song ringtone. khuda ki inayat hai Song is sung by Tarun Panchal, Renuka Panwar. khuda ki inayat hai Song’s music is given by T.R while Lyrics are penned by Pradeep Sonu.. This song’s Tittle or Original Name is Sun Sonio.

Khuda ki inayat hai mp3 song download raagsong, khuda ki inayat song download 2019 pagalworld, khuda ki inayat hai hame jo mila hai mp3 song download mr jatt, khuda ki inayat hai video song download pagalworld.
Khuda Ki Inayat Hai Song Lyrics
Sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
lagta hai darr tu chhod na jaye
jaye toh jaan sang le jaye
dil ki hai dhadkan aankhon ka didaar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
khuda ki inayat hai hume jo milaya hai
diya pyar wala ye dil mein jalaya hai
aa..
hai tu sanson mein aankhon mein mera yaar
khud se zyada tujhse karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
apna jahan sab se juda hum banayenge
pyari si khushiyan chunke duniya se layenge
itana to kar mujhpe eytbaar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
teri parchhai se door kaise jaungi
tujhme basi hoon main tujhme kho jaungi
meri palkon mein hai tera izahaar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
hmm.. hmm